Get Your Free Audiobook
-
Adarsh (Hindi)
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 41 mins
Failed to add items
Add to cart failed.
Add to wishlist failed.
Remove from wishlist failed.
Follow podcast failed
Unfollow podcast failed
2 credits with free trial
Buy Now for ₹167.00
No valid payment method on file.
We are sorry. We are not allowed to sell this product with the selected payment method
Publisher's Summary
Is pravachan me Osho hamare sthapit mulya par chot karate hai. Ham adarsh ko mahan maante hai lekin Osho ke anusar adarsh thothe hai kyoki ve udhar hai. Adarsh bahar se thope jaate hai, bhitar ki samajh se nahi nikalte. Adarsh ka arth hai ham jaise nahi hai vaise banne ki koshish karana. Yadi jivan ko janna hai to apne antas ko khilne de. Samanya ko mahatva de, vishisht hone ki koshish na kare.
Please note: This discourse is in Hindi.
People who bought this also bought...
-
Ahankar (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 41 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Ahankari vyakti pratipal isi hisab me laga rahta hai ki kis tarah se mere ahankar ko jyada sahara milega. Akad kar khada rahu, kisi ke samne na jhuku, chehre ko bilkul patthar ki murti bana lu, isase milega? Ya phir vinamrata se labh milega to vah vinamar hone ko bhi taiyar hai. Is ahankar se bachiye, yah maharog hai.
-
-
excellaantey!
- By Vinu Pillai on 11-02-23
-
Shreshthata Ka Manovigyan (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 34 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Shreshth vahi hai jo jhuk sakta hai. Is pravachan me Osho ek bahut gahri baat kah rahe hain jo mahtvakanksha ki daud ke viprit hai. Sagar itana virat hai kyoki vah sabse niche hai isaliye har jharna usi me akar girta hai. Purab ne bahut bahut tarah se jhukne ka aur sab kuch pane ka raaj jaan liya hai. Jinhe hinta ki granthi hai ve hi daudte hai.
-
-
Fantastic!
- By Mandar on 21-04-21
-
Akelapan (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 32 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Buddha ke ye sutra hame jagne ke liye prerit karte hai. Ve kahte hai jo bhi soye-soye ji raha hai vah maut me ja raha hai aur jo jagkar ji raha hai vah amrit path par chalne laga. Bhitar jagte hi uska pata chalta hai jo mit hi nahi sakta.
-
-
well articulated and narrated.
- By Lalit Bokadia on 02-03-20
-
Kasturi Kundal Basai
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 15 hrs
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Kabir par Osho samay-samay par bolte rahe hain. Keh sakte hain ki Kabir unke priy rahe hain. Kabir ke saddhukkadi vachanon ko samsamayik Osho hi bana sakte hain.
-
-
Beyond words
- By Anonymous User on 03-12-22
-
Charitra (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 42 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Charitra ki badi sundar mimansa hai is pravachan me. Aam taur par ham charitra use kahte hai jo bahar se aropit hai. Aisa charitra kitna hi majabut dikhai pade, kisi bhi kshan toot sakta hai. Asli charitra bhitar nirmit hota hai aur bahar phailta hai; jiski jaden svabhav me chipi hai.
-
-
5 Star
- By Mohit Sharma on 05-07-23
-
Antaryatra Ke Sutra (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 29 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Ye Buddha ke sutra hain jinmen Buddha aath angovala marga batate hain: samyak drishti, samyak sankalp, samyak vani, samyak karmant, samyak ajiv, samyak vyayam, samyak smriti, samyak samadhi. Osho ne. bahut gaharai se in aath ango ko samjhaya hai jo sadhak ke liye atyant upayogi hai.
-
-
Excellent steps provided for a seeker
- By Mukund Ghayadar on 27-01-23

Naya Manushya (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 47 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Is pravachan me osho naye manushya ki ghoshna karte hai. Naya manushya vigyan, dharm aur kala ka jod hoga. Naye manushya ka din aa raha hai. Nai subah ho rahi hai. Yah naya manushya hamare bhitar hi janmega.
-
-
It’s amazing
- By Dr. Anil batra on 19-08-20
-
Swayam Ka Utterdayitva (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 23 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Yadi aap jivan me atma-kranti chahte hai to apani sari bhulo ka, apni samasyao ka uttardayitva lo. Dusro par dosh madhne se kuch hasil na hoga. Manovigyan aur dharm me yahi phark hai. Manovigyan apani manasikta ke liye dusre ko doshi manta hai, aur dharm svayam ko. Pashchim ahamkar ko majbut karta hai aur purab ahankar ko mitata hai. Yadi tum jimmedar ho to hi vikas ki sambhavna banti hai.
-
Amrit Path (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 18 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Apramad yani hoshpurvak jina. Ham sabhi maut se dare-dare jite hai lekin vah koi jina nahi hai. Hosh paida kare to jivan anant roop se khilta jayega.Is pravachan me isika margadarshan kiya gaya hai.
-
Prem Atma Ka Bhojan (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 29 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Osho prem ki gahri paribhasha karte hai jo samanya paribhasha se bilakul alag hai. Prem ek gahri shvas hai, atma aur paramatma ke bich ka jod. Prem ki tarange jab bahti hai tab ham astitva se judte hai, usii me apne hone ka pata chalta hai. Isliye prem se gahri dusari koi anubhuti nahi.
-
Aastik Aur Nastik (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 26 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Astik aur nastik ki bahut anuthi paribhasha kar rahe hai Osho. Jivan me andhera hai aur prakash bhi hai. Andhere par koi ruk jaye to nastik, andhere ko pahachan kar prakash ki khoj me nikal jaye to astik.
-
Shubh Kya Hai (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 31 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Shubh ko aksar ek naitik karm samajha jata hai lekin Osho kahte hai ki shubh koi krutya nahi hai, acharan nahi, bhav hai. Jo karne se tumhe anand milta hai vah tumhare liye shubh hai. Isaliye apna chand khojo, apna anand khojo.Vahi shubh hai.