Saat Pagal [Seven Madmen]
Failed to add items
Add to cart failed.
Add to wishlist failed.
Remove from wishlist failed.
Follow podcast failed
Unfollow podcast failed
-
Narrated by:
-
Hemant Saini
-
Written by:
-
Roberto Arlt
About this listen
Roberto Alt (1900-1942) Argentina k eek jaane-maane patrakaar vah lekhak the jinhone kayi upanyaas aur kahaniyaan likhin. Roberto latin Amefican saahitya mein utna hee prathisthit aur ullekhniya sthaan rakhte hain jitna Gabriel Garcia Marquez.
1929 mein likha gaya upanyaas saat-paagal vinaash ke kagaar par khade Argentina ki partibimbit karta hai. Yeh apne kathanak aur kahani ke andaaz ke sandardb mein shresth aadhunik upanyaason mein gina ja sakta hai. Sapne dekhne waalon, kraantikariyon, shadayantra karne mein mashgool sena ke general se bhari ye duniya darassal Roberto ki apne desh ki beesvi sadi ke gahan peedadayak daur se guzarne ki bhavishyavaani ki tarah hai. Saral bhasha mein lekhak aise kirdaar, aisa maahaul rachte hain ki paathak na chahte hue bhi khud ko uss duniya ka ek hissa mehsoos karne lagta hai. Khaas baat ye ki 9 dashak pehle likhe gaye iss upanyaas mein rachi gayi duniya aaj kisi bhi desh ke saamajik, rajnitik parivesh ko hee chitrit karti hai, jahandharmadhata, striyon ko lekar dohare maapdand, bhrasthachaar charam par hai aura am aadmi apni naitiktaa mein fhase jeevan k earth, iski ehmeeyat dhoodhne ki ek ajeeb jaddojahadh mein vyasth hai. Saath pagal ek tarah se siddh karta hai ki lekhak desh-duniya ke liye bhavishyavakta hota hai.
Please note: This audiobook is in Hindi.
©2019 Rajpal and Sons, 2019 (P)2020 Audible, Inc.