Preview

  • Summary

  • Badhte hue atyachaar ke khilaaf ladne ke liye, Khilafat movement aur Bharat ka muslim samaaj bhi Gandhiji ke saath jud gaye aur phir shuruaat hui Non cooperation movement ki. Gandhiji ne Bhartiya awaam ko iss movement ke zariye Indian freedom struggle se jod kar, unhe iska hissa bana diya. Pehli baar Bharat mein itne bade sthar par koi movement organize kiya gaya. Gandhiji ne har aam bhartiy ko iss movement se judne ki wajah de di thi. Dheere-dheere Gandhiji aur unke tareeke British sarkaar ke liye khatarnaak saabit ho rahe the. Par isi dauraan kuch logon ki naasamajhi aur josh kharosh ne iss Poore andolan ko khatre mein daal diya.
    ©2022 Hoop Entertainment PVT LTD (P)2022 Hoop Entertainment PVT LTD
    Show More Show Less

What listeners say about Episode 8 - Non-cooperation Movement

Average Customer Ratings

Reviews - Please select the tabs below to change the source of reviews.