Prem Mrityu Ki Kala (Hindi)
Failed to add items
Add to cart failed.
Add to wishlist failed.
Remove from wishlist failed.
Follow podcast failed
Unfollow podcast failed
2 credits with free trial
Buy Now for ₹167.00
No valid payment method on file.
We are sorry. We are not allowed to sell this product with the selected payment method
-
Narrated by:
-
OSHO
-
Written by:
-
OSHO
About this listen
Prem ke pahaluo ko ujagar karnevala adbhut pravachan. Osho kahte hai ki prem me jab tak vyakti apna ahankar khota nahi hai tab tak prem nahi ho sakta. Prem hriday me ghatata hai aur hriday ke liye jhukna bahut asan hai. Prem mitne ki kala sikhata hai aur jine ki bhi.
Please note: This speech is in Hindi.
©1975 OSHO International Foundation (P)2016 OSHO International FoundationPeople who bought this also bought...
-
Prem Ka Arth (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 49 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Prem ke vibhinna pahaluo ko samajhne ke liye yah anupam pravachan hai. Osho kahte hain ki prem badi adbhut ghatna hai.Yah sadharan nahi hai, alaukik hai. Is prithvi par svarg ki jo choti si kiran utarti hai uska nam prem hai.
-
-
Ultimate experience with Osho
- By Dr. Anil batra on 07-02-23
-
Peevat Ram Ras Lagi Khumari
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 13 hrs and 32 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Dharm, Sannyaas, Dhyaan ke rahsyon ka udghatan aur andh-shraddha par kutharaghaat Osho ki is pravachanmala ke pramukh swar hain. Bhaarat ki samaajik evam dhaarmik moodhtaon ne kis prakaar is desh ko dhyaan ki khumaari, prem ki khumaari se vanchit rakha hai yah Osho ne apni vaani dwara spasht kiya hai.
-
Prem Atma Ka Bhojan (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 29 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Osho prem ki gahri paribhasha karte hai jo samanya paribhasha se bilakul alag hai. Prem ek gahri shvas hai, atma aur paramatma ke bich ka jod. Prem ki tarange jab bahti hai tab ham astitva se judte hai, usii me apne hone ka pata chalta hai. Isliye prem se gahri dusari koi anubhuti nahi.
-
Charitra (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 42 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Charitra ki badi sundar mimansa hai is pravachan me. Aam taur par ham charitra use kahte hai jo bahar se aropit hai. Aisa charitra kitna hi majabut dikhai pade, kisi bhi kshan toot sakta hai. Asli charitra bhitar nirmit hota hai aur bahar phailta hai; jiski jaden svabhav me chipi hai.
-
-
All in One
- By mahesh (jaipur) on 07-12-24
-
Amrit Path (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 18 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Apramad yani hoshpurvak jina. Ham sabhi maut se dare-dare jite hai lekin vah koi jina nahi hai. Hosh paida kare to jivan anant roop se khilta jayega.Is pravachan me isika margadarshan kiya gaya hai.
-
Es Dhammo Sanantano Vol. 1
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 13 hrs and 54 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Dhammapad par Osho ke pravachanon ka yah viraat sahitya 2500 varsh ke antaraal ke baad Buddha ki vaani ko samajhne mein atyant upyogi hai. Dhammapada ke sutra vastutah hamein jagane ke sutra hain. In sutron ko samajh kar Osho ne hamari chetna ko jagrat karne ki aisi jeevant prakriya ka raseela niroopan kiya hai jo vyakti ka aamool roopantaran kar de.
-
-
Osho-the eye opener
- By VINAY TEWARI on 14-08-20
-
Prem Ka Arth (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 49 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Prem ke vibhinna pahaluo ko samajhne ke liye yah anupam pravachan hai. Osho kahte hain ki prem badi adbhut ghatna hai.Yah sadharan nahi hai, alaukik hai. Is prithvi par svarg ki jo choti si kiran utarti hai uska nam prem hai.
-
-
Ultimate experience with Osho
- By Dr. Anil batra on 07-02-23
-
Peevat Ram Ras Lagi Khumari
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 13 hrs and 32 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Dharm, Sannyaas, Dhyaan ke rahsyon ka udghatan aur andh-shraddha par kutharaghaat Osho ki is pravachanmala ke pramukh swar hain. Bhaarat ki samaajik evam dhaarmik moodhtaon ne kis prakaar is desh ko dhyaan ki khumaari, prem ki khumaari se vanchit rakha hai yah Osho ne apni vaani dwara spasht kiya hai.
-
Prem Atma Ka Bhojan (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 29 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Osho prem ki gahri paribhasha karte hai jo samanya paribhasha se bilakul alag hai. Prem ek gahri shvas hai, atma aur paramatma ke bich ka jod. Prem ki tarange jab bahti hai tab ham astitva se judte hai, usii me apne hone ka pata chalta hai. Isliye prem se gahri dusari koi anubhuti nahi.
-
Charitra (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 42 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Charitra ki badi sundar mimansa hai is pravachan me. Aam taur par ham charitra use kahte hai jo bahar se aropit hai. Aisa charitra kitna hi majabut dikhai pade, kisi bhi kshan toot sakta hai. Asli charitra bhitar nirmit hota hai aur bahar phailta hai; jiski jaden svabhav me chipi hai.
-
-
All in One
- By mahesh (jaipur) on 07-12-24
-
Amrit Path (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 18 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Apramad yani hoshpurvak jina. Ham sabhi maut se dare-dare jite hai lekin vah koi jina nahi hai. Hosh paida kare to jivan anant roop se khilta jayega.Is pravachan me isika margadarshan kiya gaya hai.
-
Es Dhammo Sanantano Vol. 1
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 13 hrs and 54 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Dhammapad par Osho ke pravachanon ka yah viraat sahitya 2500 varsh ke antaraal ke baad Buddha ki vaani ko samajhne mein atyant upyogi hai. Dhammapada ke sutra vastutah hamein jagane ke sutra hain. In sutron ko samajh kar Osho ne hamari chetna ko jagrat karne ki aisi jeevant prakriya ka raseela niroopan kiya hai jo vyakti ka aamool roopantaran kar de.
-
-
Osho-the eye opener
- By VINAY TEWARI on 14-08-20
-
Anahad Mein Bisram
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 15 hrs and 45 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Dariya sahab ke sutra se aarambh hoti hui yah pravachan mala vividh bhangimaon ke saath Osho ki vaani se rassikt hai. Jaat, paat, dharm, raajneeti mein chipe hue paakhand ka pardafaash karte hue Osho hamein ek anant ki yatra ka sanket dete hain. Ve kehte hain, mera sanyaasi anhad ki talaash mein laga hai, seemaon ka atikraman kar raha hai. Ghar chodna nahi hai, ghar mein rehte hi jaanna hai ki ghar meri seema nahi hai. Parivaar chodna nahi hai.
-
-
New perspective on life
- By Bhumij on 03-03-21
-
Shubh Kya Hai (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 31 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Shubh ko aksar ek naitik karm samajha jata hai lekin Osho kahte hai ki shubh koi krutya nahi hai, acharan nahi, bhav hai. Jo karne se tumhe anand milta hai vah tumhare liye shubh hai. Isaliye apna chand khojo, apna anand khojo.Vahi shubh hai.
-
Dhyan Ki Bhumika (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 33 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Kya aap dhyan karna chahte hai? to phir yah pravachan sune. Osho ke sutra saral hai: Ekant dyan ki bhumika hai, avyastata dhyan ka dvar hai, prakriti sannidhya dhyan me atyant sahayogi hai.Vichar shant ho jaye, akash se badaliya chali jayen, akash hi bache jo chetna se alokit ho.
-
-
Basics of meditation
- By Dr. Anil batra on 24-10-22
-
Kasturi Kundal Basai
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 15 hrs
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Kabir par Osho samay-samay par bolte rahe hain. Keh sakte hain ki Kabir unke priy rahe hain. Kabir ke saddhukkadi vachanon ko samsamayik Osho hi bana sakte hain.
-
-
Beyond words
- By Anonymous User on 03-12-22
-
Niyam Aur Swatantra (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 50 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Manushya ke jivan me svatantrata buniyadi sutra hai. Jitne kam honge niyam, jitani kam vyavastha karne ki cheshtha hogi utni hi vyavastha aati hai.Jitne jyada niyam honge utani arajakata paida hogi. Kyonki vyavastha lane ki sari koshish nishedhatmak hoti hai.
-
Akelapan (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 32 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Buddha ke ye sutra hame jagne ke liye prerit karte hai. Ve kahte hai jo bhi soye-soye ji raha hai vah maut me ja raha hai aur jo jagkar ji raha hai vah amrit path par chalne laga. Bhitar jagte hi uska pata chalta hai jo mit hi nahi sakta.
-
-
well articulated and narrated.
- By Lalit Bokadia on 02-03-20
-
Aastik Aur Nastik (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 26 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Astik aur nastik ki bahut anuthi paribhasha kar rahe hai Osho. Jivan me andhera hai aur prakash bhi hai. Andhere par koi ruk jaye to nastik, andhere ko pahachan kar prakash ki khoj me nikal jaye to astik.
-
Moksh Ka Marg (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 27 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Samyak darshan ke bina gyan nahi. Gyan ke bina charitrya nahi. Charitrya ke bina moksha nahi. Jo abhi charitra me shudha nahi hua usaka moksha kaha?
-
-
this is divinely amazing
- By Sushant Gadroo on 26-09-22
-
Prarthana Nahi – Dhyan (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 19 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Is pravachan me Osho kahte hai ki paramatma ki purani dharna ab kaam nahi aayegi. Usase upar uthkar dhyan me utarna chahiye tabhi jivan ka arth samajh mei ayega. Ishvar ko upasthiti ki bhanti samjhe, vyakti ki bhanti nahi.
-
-
Think Different
- By Naveen on 17-08-22
-
Naya Manushya (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 47 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Is pravachan me osho naye manushya ki ghoshna karte hai. Naya manushya vigyan, dharm aur kala ka jod hoga. Naye manushya ka din aa raha hai. Nai subah ho rahi hai. Yah naya manushya hamare bhitar hi janmega.
-
-
It’s amazing
- By Dr. Anil batra on 19-08-20
-
Jagaran (Hindi)
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 1 hr and 56 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Jagaran ki bela kaunsi? Jis kshan jag aa jaaye vahi. Iska artha hua, kisi bhi kshan jaag sakte hai.Yahi baat Osho samjha rahe hai isme. Bhoot aur bhavishya me uljhe na rahe, vartaman me hosh ko laaye. Suraj bhitar maujood hai.
-
-
great experience
- By Ujjwal Tripathi on 27-04-20
-
Sahaj Yog
- Written by: OSHO
- Narrated by: OSHO
- Length: 37 hrs and 10 mins
- Original Recording
-
Overall
-
Performance
-
Story
Siddhon ka ek mahaan sandesh, 'Jaago', Osho ki vaani dwara in pravachanon mein aur bhi adhik mukharit hua hai. Osho kehte hain: 'Jaago, man jaagran ki bela! Aur jaagran ki bela hamesha hai. Aisa koi khsan nahi jab tum jaag na sako. Aisa koi pal nahi jab tum palak na khol sako. Aankh band kiye ho yah tumhaara nirnay hai. Aankh kholna chaho to isi khsan kraanti ghat sakti hai.
-
-
great Divine
- By Dhananjay Goswami on 20-02-20